VEG BIRYANI GHAR PAR KAISE BANAYE | VEG BIRYANI RECIPE IN HINDI | BAZAR JAISI VEG BIRYANI | morepankh.com

दोस्तों आप सभी को veg Biryani तो काफी अच्छी लगती होगी , लेकिन

आप में से बहुत से लोगों को पता नहीं होगा कि veg Biryani को घर पर 

कैसे बनाया जाए , चलिए आज हम आपको बताने वाले कि घर पर veg 

Biryani कैसे बनाई जाती है। 

                                              

                                                    


veg Biryani में लगने वाली सामग्री -



1 टी स्पून जीरा

1/4 कप प्याज कद्दूकस

1 टी स्पून अदरक लहसुन

2 कप मिक्स वेजिटेबल, बारीक कटा हुआ

2 टी स्पून धनिया पाउडर

1/2 टी स्पून गरम मसाला

1/2 टी स्पून हल्दी पाउडर

स्वादानुसार नमक

1/2 टी स्पून लाल मिर्च पाउडर

1 टी स्पून हरी मिर्च, टुकड़ों में कटा हुआ

1 टी स्पून नींबू का रस

1 कप उबले हुए चावल

1/2 कप हरा धनिया




Doston aap sabse pehle tel garm kare aur ab isme jeera daal de ,fir 

iske baad pyaj aur lehsun ka pest daalkar dhimi aanch par ise brown 

hone ka bhunna hai ab isme hum sabjiya daalkar dhimi anch par fry 

karenge fir isme garm masala, dhaniya powder ,namak,haldi,hari 

mirch aur lal mirch powder dale,fir dhak kar 5 minute tak pakana 
hai 

aur ab isme nimbu ka ras dalkar mix karne ke baad hara dhaniya dale 

jab paani poori tarah sookh jaaye tab adhe chaval nikal kar chaval ki 

ki ek parat banana hai fir sabji ki parat banana hai fir chaval ki parat 

banana hai.ab akhiri main ise 10 minute tak pakaye aur hara dhaniya 

daalkar khaye...



नीचे हम आपको दुसरे तरीके से वेज बिरयानी बनाना बताएँगे



बासमती चावल – 2 कप

दही (दही) – 1/2 कप

प्याज – 2 (कटा हुआ)

टमाटर – 2 (बारीक कटा हुआ)

गाजर – 1/4 कप (कटा हुआ)

आलू – 1/4 कप (कटा हुआ)

मटर – 1/4 कप

फूलगोभी – 1/4 कप (धोएं और साफ करें, फूलों में काटें)

हल्दी पाउडर – 14 चम्मच

नारियल का दूध – 1 कप

बे पत्तियाँ – २

पुदीना-धनिया – 14 कप

घी – 4 बड़े चम्मच

नमक स्वादअनुसार

नीचे दिए गए मसालों को एक साथ बारीक पीसकर अलग रख दें।

सूखे मिर्च – 5

हरी मिर्च – २

इलायची – २

लौंग – २

दालचीनी -1 छोटा टुकड़ा

अदरक – छोटा टुकड़ा

लहसुन – 8 लौंग

काजू – १०







Vasmati chaval ko dhokar 30 minute ke bhogana hai fir iske baad 

doston aap ek kukar main shuddh ghee garam kar le aur usme kari 

patti yani meetha neem aur pyaj dale aur halka bhun le

ab iske baad doston aapko kata hua tamatar lena hai aur haldi powder 

dalna hai aur naram hone tak hilana hai ,jab tak doston kachchi 

mahak na jaaye pise huye masalo ka pest daalte jaaye aur lagatar 

hilate jaaye fir iske baad kati hui sabjiya daalna hai aur 5 mintue tak 

pakana hai



ab isme dahi aur namak dalna hai aur pakana hai ab sabji masala ke 

upar 21/2 cup paani aur nariyal ka doodh daalna hai,sulha hua chaval 

dalna aur aur ubalna hai ab ab pudina aur dhaniya patti dalna hai iske 

baad kukar ko ko band karna hai aur ek siti aane tak pakana hai 

ek siti aane ke baad dhimi aanch kar de aur 7 se 10 minute tak pakne 

de ur gais band katkr kukar ko 15 minute aaram karne de

ab aapki biryani dahi pyaj rayata chatni ke saath sarv karne ke liye taiyar hai


Previous Post Next Post